Chale aao tumhe aansoo song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1953.
Chale aao chale aao
Chale aao tumhe aansoo
Hamare yaad karte hai
Chale aao tumhe aansoo
Hamare yaad karte hai
Tadapte hai tadap kar
Gum ke mare yad karte hai
Chale aao tumhe aansoo
Hamare yaad karte hai


Na jane kyu hamara dil
Achanak tut jata hai
Tumhe jab baith kar
Dariya kinare yaad karte hai
Chale aao tumhe aansoo
Hamare yad karte hai


Base rahte ho tum aatho
Pahar mere khyalo mein
Tumhe har dam mere dil ke
Ishareyaad karte hai
Chale aao tumhe aansoo
Hamare yaad karte hai


Kiya tha tumne jinke
Samne ikrar ulfat ka
Tumhe jagmagate
Chand taare yaad karte hai
Tadapte hai tadap kar
Gum ke mare yaad karte hai
Chale aao tumhe aansoo
Hamare yaad karte hai.