Chal sair gulshan ki tujhko karau song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suresh Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba main na aau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba na baba main na aau


Aaj ka laaj kal kitni suhani rat hoti hai
Aasma pe taro ki barat hoti hai
Barat hoti hai
Chal din mein chal din mein
Chal din mein tare main tujhko dikhau


Na baba na baba na baba main na aau
Chal din mein tare main tujhko dikhau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau


Zindagi zindagi lele ke tere naam gujregi
Is tarah kaise bhala ye sham gujregi
Ye sham gujregi
Chal tujhko chal tujhko
Chal tujhko mandir mein darsan karau
Na baba na baba main na aau
Chal tujhko mandir mein darsan karau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba main na aau


Pyar ke do phool ye khilne nahi denge
Pyar ke do phool ye khilne nahi denge
Ye jaha wale hame milne nahi denge
Chal sath chal sath
Chal sath dariya mein main doob jau
Na baba na baba main na aau
Chal sath dariya mein main dub jau
Na baba na baba main na aau
Na baba na baba main na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba ha baba na baba ha baba
Na baba na baba main na aau.a