Chaahe koyee khush ho, chaahe gaaliya hajaar de song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand. This song was released on 01 Jan 2018.
chaahe koyi khush ho chaahe gaaliya hajaar de
mast raam ban ke jindagi ke din gujaar de

pi ke dhandhali kare toh mujhko jail bhej do

bhaav agar badha bhi dale seth yaar gham na kar

khaaye jaa maje ke saath jab talak udhaar de
khaaye jaa maje ke saath jab talak udhaar de
bhaav agar badha bhi dale seth yaar gham na kar
khaaye jaa maje ke saath jab talak udhaar de
chaahe koyi khush ho chaahe gaaliya hajaar de
mast raam ban ke jindagi ke din gujaar de
dhath tere ki hava nikal gayi

chaahe koyi khush ho chaahe gaaliya hajaar de
mast raam ban ke jindagi ke din gujaar de
baant kar jo khaaye uspe apni jaan o dil luta

are jo bachaaye maal usko jutiyo ka haar de

mast raam mast raam mast mast mast mast raam