Bolo bolo main hoon song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sudhakar Bokade. This song was released on 10 Dec 1993.
Bolo bolo main hoon kaun
Main lawaris hoon ya don
Ya natwarlal ya mahan
Sahanasha ya tufan
Bolo bolo main hoon kaun
Main lawaris hoon ya  don
Ya natwarlal ya mahan
Sahanasha ya tufan
Ho mujhe kya pata kya nam hai
Ho mujhe kya pata tu kon hai
Re mujhe kya pata kya kam hai
Aashik kahle ya deewana
Bhwra kahle ya parwana


Mera nam agar malum nahi
Mera nam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Mera nam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Sabke labo pe hai meri bate
Main hoon dilo ka afsana
Mera nam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Sabke labo pe hai meri bate
Main hoon dilo ka afsana
Ha baba tera naam
Mujhe malum nahi


Dur yu na jao dilruba
Jara dekho mera hal
Pas mere aao to jara
Tumse puchu ek sawal
Ishk kise kahte hai
Urdu ka labj hai
Prem kise kahte hai
Sanskrit ka sabd hai
Love kise kahte hai
Ho english ka word hai
Tum kitni nadan ho
Muskil hai tumhe samjhana
Mera naam agar malum nahi
Mera naam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Mera nam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Sabke labo pe hai meri bate
Mai hu dilo ka afsana
Na na tera naam
Mujhe malum nahi


Aankh to milao janeman
Mujhpe karlo etbar
Bat meri mano gulbadan
Ab karo na bekarar
Tan ko jara chhune do
Hoti hai gudgudi
Baho me bharne do
Sanse ruki meri
Ho pyar mujhe karne
Do ho aati hai saram si
Raz eye mohabbat jan lo
Ab chhod bhi do sarmana
Mera naam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Mera nam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Mera naam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Sabke labo pe hai meri bate
Main hoon dilo ka afsana
Mera nam agar malum nahi
Aashik kahle ya deewana
Sabke labo pe hai meri bate
Main hoon dilo ka afsana
Oh fo tera naam
Mujhe malum nahi.