Bhool na jaana aaj ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bhool na jaana aaj ki baatein
Bhool na jaana
Yeh upwan ye samay suhana
Bhool na jaana
Yeh upwan ye samay suhana
Bhool na jaana


Dono ka aakar mil jana
Bhool na jaana
Dono ka aakar mil jana
Bhool na jaana
Khichna rukna aur sharmana
Khichna rukna aur sharmana
Bhool na jaana aaj ki baatein
Bhool na jaana


Khushi se hai man phoola phoola
Kaisa pyara pyara jhula
Khushi se hai man phoola phoola
Kaisa pyara pyara jhula
Jhulna apna aur jhulana
Jhulna apna aur jhulana
Bhool na jaana aaj ki baatein
Bhool na jaana


Dil se dil ka tar milakar
Dil se dil ka tar milakar
Prem ka sundar saaz bajakar
Prem ka sundar saaz bajakar
Jhoom jhoom jhoom jhoom
Dono ka gana
Jhoom jhoom jhoom jhoom
Dono ka gana
Bhool na jaana aaj ki baatein
Bhool na jaana.