Bhole piya jane song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kishore Sahu. This song was released on 01 Jan 2018.
Bhole piya jane kya tumne kiya
Kho gaya mera jiya
Milta nahi mera nanha sa jiya
Har kahi dhund liya
Bhole piya


Laz ke mare main chup chup hou
Kahu to jake ka se kahu
Laz ke mare main chup chup hou
Kahu to jake ka se kahu
Raho me dekha ek albela
Raho me dekha
Aur albele ne dokha diya


Bhole piya jane kya tumne kiya
Kho gaya mera jiya
Milta nahi mera nanha sa jiya
Har kahi dhund liya
Bhole piya


Din na bite andhera na ho
Raat aaye to sawera na ho
Din na bite andhera na ho
Raat aaye to sawera na ho
Sab sukh chode dukh apnaye
Sab sukh chode
Preet me teri re kya na kiya
Bhole piya jane kya tumne kiya
Kho gaya mera jiya
Milta nahi mera nanha sa jiya
Har kahi dhund liya
Bhole piya


Tum bin lagi na nain piya
Lauta do mora chain piya
Tum bin lagi na nain piya
Lauta do mora chain piya
Abki rut mein dil mat todo
Abki rut mein
Apna lo more sawariya
Bhole piya jane kya tumne kiya
Kho gaya mera jiya
Milta nahi mera nanha sa jiya
Har kahi dhund liya
Bhole piya.