Bheegi bheegi aankhon pe song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mohan Segal. This song was released on 01 Jan 2018.
Bhigi bhigi aankh pe
Parda hasi ka dale
Dekha na hoga
Kabhi dekh jara dilwale
Pag me teri preet ki
Payal bandh ke dolu
Bahu bani bahrupiya
Fir bhi kuch na bolu
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Bewafa tere liye tere liye
Bewafa tere liye
Maine kya kya na kiya
Bewafa tere liye tere liye
Bewafa tere liye


Mere dil ka afsana
Jo sune ho diwna
Kam hai aasu pina
Bas tere gum me jina
Dard ne li angadayi
Rat ko yade teri
Rat ko yade teri
Din ko fariyade teri
Rat ko yade teri
Din ko fariyade teri
Jo pade dil pe sahna
Muh se paar kuch na kahna
Jakhme dil ka na sikha
Fir bhi muskurana sikha
Has ke aasu bhi piya
Has ke aasu bhi piya
Maine tere liye
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Bewafa tere liye tere liye
Bewafa tere liye


Dekh dukh sahna dil ak
Sun bhi le kahna dil ka
Dil to diwana nikla
Tu bhi begaan nikla
Hamne dunia ko
Choda tujhse fir nata joda
Tu chala daman khiche
Tu chala daman khiche
Hum chale piche piche
Tu chala daman khiche
Tu chala daman khiche
Hum chale piche piche
Hum chale piche piche
To take wo lab khole
Muh pade boli bole
Fir bhi sikwa na kiya
Fir bhi sikwa na kiya
Balma maine tere liye
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Bewafa tere liye tere liye
Bewafa tere liye


Tum muhje kya pahchano
Tum muhje kya pahchano
Ha ji ha tum kya jano
Sirf do naina tere
Rup lakho hai mere
Hind ki nari hai
Hum aise kab hari ham
Aag me jalna jane
Aag me jalna jane
Mauj par halna jane
Aag me jalna jane
Mauj par halna jane
Par utar jana kya
Dubna bhi aata hai
Yu to chup rahte hai hum
Par ye ab kahte hai hum
Tumne jab dil hi toda
Hamne bhi parda choda
Dekh har parda chod
Jalima maine tere liye
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Maine kya kya na kiya
Maine kya maine kya
Maine kya maine kya na kiya
Bewafa tere liye tere liye
Bewafa tere liye
Bewafa tere liye tere liye
Bewafa tere liye
Maine kya kya na kiya.