Bhalai kar bhala hoga song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1956.
Ye hai kanun uska
Jisne ye dunia banai hai
Ye hai farman uska
Jiski ye sari khudai hai


Bhalai kar bhala hoga
Burai kar bura hoga
Bhalai kar bhala hoga
Burai kar bura hoga
Bhalai kar bhala hoga
Burai kar bura hoga
Koi dekhe na dekhe par
Khuda to dekhta hoga


Isi dunia me jannat hai
Yahi dunia jehnum hai
Agar amaal ache hai to
Kis bat ka gum hai
Tere aamal name se hi
Tera faisla hoga
Bhalai kar bhala hoga
Burai kar bura hoga
Koi dekhe na dekha
Par khuda to dekhta hoga


Yaha neki badi do rashte hai
Gaur se sunle
Tujhe jana hai kis manzil pe
Apna rashta chunle
Kadam uthne se pahle sochle
Anzam kya hoga
Bhalai kar bhala hoga
Burai kar bura hoga
Koi dekhe na dekha
Par khuda to dekhta hoga


Garibo ki madad kar
Bekaso ka sath deta ja
Ye sauda nakad hai
Is hath de us hath leta ja
Wahi kam aayega tere
Jo tune de diya hoga
Bhalai kar bhala hoga
Burai kar bura hoga
Koi dekhe na dekha
Par khuda to dekhta hoga.