Bhagat ke bas me song is from and it is sung by .It stars Bharat Bhushan and Nutan in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sadiq Productions LTD.. This song was released on 01 Jan 1954.
bhagat ke bas me hai bhagwan
bhagat ke bas me hai bhagwan, mango milega sabko dan
ho mango milega sabko dan

bhed anokhe tore data, nayare tore dhandhe kanhaiya
nayare tore dhande
murakh bhudhi man bane hai, aankho wale andhe rama
aankho wale andhe, de tu inko ghayan
de tu inko ghayan
bhagat ke bas me hai bhagwan, mango milega sabko dan
ho mango milega sabko dan

mujhko pukare sab sansari, aur me tohe pukaru kanhaiya
aur me tohe pukaru, aaj lagi hai laz ki bazi
jita dav na haru, rama jita dav na haru
bhagat ka rakh man
bhagat ka rakh man, bhagat ke bas me hai bhagwan
mango milega sabko dan, ho mango milega sabko dan

tu hi mare tu hi jilaye, govar dhan girdhari
tu hi mare tu hi jilaye, govar dhan girdhari
aaj bicha sangit ki jagti
aaj bicha sangit ki jagti
rakh le laz hamari, o rakh le laz hamari
nirjan ko de jaan, jai jai sita ram
nirjan ko de jaan, jai jai radhe shayam
nirjaj ko de jaan, jai jai sita ram
nirjan ko de jaan, jai jai radhe shayam
jai jai sita ram, jai jai radhe shayam
jai jai sita ram, jai jai radhe shayam
jai jai sita ram, jai jai radhe shayam