Bewafa yaar tha song is from and it is sung by . This song was released on 01 Jan 2018.
bevafa yaar tha, bevafa yaar tha
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
dard ka saathi to maikda hota hain
dard ka saathi to maikda hota hain
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
dard ka saathi to maikda hota hain
dard ka saathi to maikda hota hain

bekhudi itani ho, hosh na baaki ho
jaam chhakayenge, saamne saaki ho
bekhudi itani ho, hosh na baaki ho
jaam chhakayenge, saamne saaki ho
jhum ke pi le tu, ghum ke pi le tu
jhum ke pi le tu, ghum ke pi le tu
raat ye maikash hain yaar ji le tu
saamne jaam hain kisliye sota hain
saamne jaam hain kisliye sota hain
saamne jaam hain kisliye sota hain
dard ka saathi to maikda hota hain
dard ka saathi to maikda hota hain

ho gayi shaam hain, haath me jaam hain
zindagi apni to, jaam ke naam hain
ho gayi shaam hain, haath me jaam hain
zindagi apni to, jaam ke naam hain
chot jo khayega, wo yaha aayega
chot jo khayega, wo yaha aayega
jakhm dil ki dawa hain ye maikda
bhul ja tu use kisliye rota hain
bhul ja tu use kisliye rota hain
bhul ja tu use kisliye rota hain
dard ka saathi to maikda hota hain
dard ka saathi to maikda hota hain

bevafa yaar tha, kisliye rota hai
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
bevafa yaar tha, kisliye rota hai
dard ka saathi to maikda hota hain
dard ka saathi to maikda hota hain
dard ka saathi to maikda hota hain
dard ka saathi to maikda hota hain