Bewafa ho tum song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kannu Chauhan. This song was released on 16 Dec 1994.
Hase ho jawa ho nasha ho tum
Hase ho jawa ho nasha ho tum
Magar khubsurat bala ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Hase ho jawa ho nasha ho tum
Magar khubshurat bala ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum


Are sang dil ye sitam kya kiya
Na main ji saka or na main mar saka
Are sang dil ye sitam kya kiya
Na main ji saka or na main mar saka
Sitam karne wale bura ho tera
Kabhi maf tujhko kare na khuda
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Hase ho jawa ho nasha ho tum
Magar khubshurat bala ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum


Shama ban ke jab se tu ghar mein jali
Jala mein jala dil jali zindagi
Shama ban ke jab se tu ghar mein jali
Jala mein jala dil jali zindagi
Kayamat talak tu bhi yu hi jale
Magar wo kayamat na aaye kabhi
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Hase ho jawa ho nasha ho tum
Magar khubshurat bala ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum
Bewafa bewafa bewafa ho tum.