Been na bajana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mohan Segal. This song was released on 01 Jan 1963.
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana
Bajegi mori payal jiya jo hoga ghayal
Karungi kya bahana ke dekhenga jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana


Been pe teri cham cham aau
Dil ki umange rok na pau
Been pe teri cham cham aau
Dil ki umange rok na pau
Na hoye badnami karo ye meharbani
Banao na diwana ke dekhega jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana


Aankh me jadu bat pe tona
Luta hai dil ka kona kona
Aankh me jadu bat pe tona
Luta hai dil ka kona kona
Mai wari jau dil se mila hai muskil se
Tu sathi mastana ke dekhega jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana


Chaya banke sath rahungi
Tere bin ab ji na sakungi
Chaya banke sath rahungi
Tere bin ab ji na sakungi
Ye aankhe pyari pyari
Na jage ratiya sari
Wo din na dikhana ke dekhega jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana
Bajegi mori payal jiya jo hoga ghayal
Karungi kya bahana ke dekhenga jamana
Been na bajana ye jadu na jagana
Ke dekhega jamana.