Been bajaun tujhe bulaun song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salim Akhtar. This song was released on 31 Aug 1990.
Been bajau tujhe bulau
Tere badle main mar jaun
Been bajau tujhe bulau
Tere badle main mar jaun
Main kya karun main kya karun


Main to been bajaunga
Main to tujhe bulaunga
Main to been bajaunga
Main to tujhe bulaunga
Mere nag raja tu na aana bhag jana
Tera mera hain dusman jamana
Tera mera hain dusman jamana


Main to been bajaunga
Main to tujhe bulaunga
Mere nag raja tu na aana bhag jana
Tera mera hain dusman jamana
Tera mera hain dusman jamana
Main to been bajaunga
Main to tujhe bulaunga


Aisi muskil sar pe padi hai
Maut hamare path par khadi hai
Aisi muskil sar pe padi hai
Maut hamare path par khadi hai
Aisi muskil sar pe padi hai


Maut hamare path par khadi hai
Teri kasam badi kathin ghadi hai
Teri kasam badi kathin ghadi hai
Main to jal bichaunga
Main to tujhe fasaunga
Main to jal bichaunga
Main to tujhe fasaunga


Mere nag raja tu na aana bhag jana
Tera mera hain dusman jamana
Tera mera hain dusman jamana
Main to been bajaunga
Mai to tujhe bulaunga


Tu aaya to bhi main hara
Na aaya to bhi main hara
Tu aaya to bhi main hara
Na aaya to bhi main hara
Tu aaya to bhi main hara
Na aaya to bhi main hara
Haye mujhe is gham ne mara
Haye mujhe is gham ne mara


Main to mar hi jaunga
Teri jan bachaunga
Main to mar hi jaunga
Teri jan bachaunga
Mere nag raja tu na aana bhag jana
Tera mera hain dusman jamana
Tera mera hain dusman jamana
Main to been bajaunga
Mai to tujhe bulaunga


Nag sapere ki ye jodi
Tod na de ye been nigodi
Nag sapere ki ye jodi
Tod na de ye been nigodi
Nag sapere ki ye jodi
Tod na de ye been nigodi
Isliye maine been ye todi
Isliye maine been ye todi


Na main been bajaunga
Na main tujhe bulaunga
Na main been bajaunga
Na main tujhe bulaunga
Mere nag raja tu na aana bhag jana
Tera mera hain dusman jamana
Tera mera hain dusman jamana.