Baybus song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Dec 2017.
Bhaga main khudse is pal dekhu kahan
Saayon ki garmi us main uthai dhunva
Suni raahe hai kabhi hal-chal thi jahan
Ghoonji aawaje nahi hai ab karawa…


Bandhad ye aata hai duba duba
Saare parindo ne chhoda maja
Is ki aankhen hai karti apne palkose
Khul na bhi chahe chalti ye to halke se
Saanse rukti dhadkan rukti andhera ghira
Tufaan mein yeh lehare
Chadti bebash main hua
Na jaan saka…


Bhaga main khudse is pal dekhu kahan
Saayon ki garmi us main uthai dhunva
Suni raahe hai kabhi hal-chal thi jahan
Ghoonji aawaje nahi hai ab karawa…


Mehalo mein hai baste sapne ulja man kahan
Chah ke bhi main chal na paaun rashta yeh naya
Bebas huaan


Saanse rukti dhadkan rukti andhera ghira
Tufaan mein yeh lehare
Chadti bebash main hua
Na jahan saka…..