Basa le mann mandir song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram
Banege bigde tere kaam
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram


Ram naam jeewan ka sahara
Ram bina suna jag sara
Ram bina suna tan mann dhan
Suna tera dham
Ram bina suna tan mann dhan
Suna tera dham
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram
Banege bigade tere kaam
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram


Ye duniya dariya ka pani
Maya ki nagari aghyani
Ye duniya dariya ka pani
Maya ki nagari aghyani
Apne paraye sab matlab ke
Saath hari ka naam
Apne paraye sab matlab ke
Saath hari ka naam
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram
Banege bigade tere kaam
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram


Char dino ki ye ujiyari
Bin tere duniya andhiyari
Char dino ki ye ujiyari
Bin tere duniya andhiyari
Jeet usi ki hoti hai
Jiske mann mein baste ram
Jeet usi ki hoti hai
Jiske mann mein basate ram
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram
Banege bigade tere kaam
Basa le mann mandir mein ram
Basa le mann mandir mein ram.