Barsaat ke din aaye song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suneel Darshan. This song was released on 19 Aug 2005.
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Betaabiyon ke
Sharaare beetche hain
Yeh saawan ki
Rimjhim jhadi hain
Kadam bekhudi mein
Behakne lage hain
Yeh madhoshiyon
Ki ghadi hain
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Jalte rahe hum khayalo ke
Lau se sahi humne barso judaai
Cham cham barasti suhani
Ghata ne ajab si agan hain lagai
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye


Na tum hosh mein ho
Na hum hosh mein hain
Behak jaaye na
Tum sambhalo hamein
Gujarish yahi hain tamannao ki
Sanam baajuo mein tha lo humein
Jasbaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the
Jinke us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye


Deewani deewani
Jawani mastani
Garm saanson
Mein toofan hain
Deewana deewana
Sama hain deewana
Jara si chahat bhi
Beimaan hain


Dhua sa uthe hain
Kahi jism se
Kaho baadlo se
Baraste rahe
Saha jaaye na yeh
Judaai ka gum
Bhala kab talak
Hum taraste rahey
Baraat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye.