Barsaat ke bunda baandi toofan song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kailash Chopra. This song was released on 01 Jan 2018.
barsat ki bunda bandi tufan ke sang ye aandhi
do bhige badan lipte yu sajan sone me dhale
jaise chandi
barsat ki bunda bandi tufa ke sang ye aandhi
do bhige badan lipte yu sajan sone me dhale
jaise chandi
barsat ki bunda bandi tufa ke sang ye aandhi

aise na chhedo sanam
aise na chhedo sanam apno se kaisi sharam
aise na chhedo sanam apno se kaisi sharam
haal tumhara ho gaya hai aaj ye kaisa
haal tumhara ho gaya hai aaj ye kaisa
hum kare kya tum batao mausam hai aisa
barsat ki bunda bandi tufan ke sang ye aandhi
do bhige badan lipte yu sajan sone me dhale
jaise chandi
barsat ki bunda bandi tufa ke sang ye aandhi

ab ye parda khicho
ab ye parda khicho pahle aankhe micho
ab ye parda khicho pahle aankhe micho
tan badan me aag ye kaisi hai lagi
haye tan badan me aag ye kaisi hai lagi
bhigi bhigi rut me bhi pyas na bujhi
bhigi bhigi rut me bhi pyas na bujhi
barsat ki bunda bandi tufan ke sang ye aandhi
do bhige badan lipte yu sajan sone me dhale
jaise chandi
barsat ki bunda bandi tufa ke sang ye aandhi

leke sare hi gum
leke sare hi gum tumne di khushiya
leke sare hi gum tumne di khushiya
tumne dil kya diya sara jaha de diya
hath uthakar ab kya mange jo manga wo
mil gaya shukriya shukriya shukriya
shukriya shukriya shukriya
shukriya shukriya shukriya