Bandanawaz dekhiye song is from and it is sung by , , , .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye
Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye
Hum aapke hai humse ha
Hum aapke hai
Humse to parda na kijiye
Hum aapke hai
Humse to parda na kijiye


Uthna pade na aapko
Mehfil se phir kahi
Uthna pade na aapko
Mehfil se phir kahi
Humko nigahe shok shok
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye


Hai jiski aabtab
Se jannat ka husn man
Sharma gaya humse
Wahi chudvi ka chand
Sharma gaya humse
Wahi chudvi ka chand chand
Sharma gaya humse
Wahi chudvi ka chand


Ho us chnad ko salam kiya
Kya gajab kiya
O itna hasin kam kiya
Kya gajab kiya
O itna hasin kam kiya
Kya gajab kiya
Koi kare salam salam
Koi kare salam to bigda na kijiye
Bigda bigda bigda na kijiye
Bigda bigda bigda na kijiye
Bandanawaz dekhiye aisa na kijiye


Hum shokhiya hujur ki
Kab tak kare maf
Kahna padega
Aapse ab to ye saf saf
Kahna padega
Aapse ab to ye saf saf
Saf saf
Kahna padega
Aapse ab to ye saf saf
O dastur husn aapko
Shayad pata nahi
O ye mehfile adab
Hai koi maikada nahi
O ye mehfile adab
Hai koi maikada nahi


Pile do char zam zam
Pile do char zam to bahka na kijiye
Bahka bahka bahka na kijiye
Bahka bahka bahka na kijiye
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye


Hanskar uthe salam
Kiya aur chal diye
Nazro se kattle aam
Kiya aur chal diye
Nazro se kattle aam
Kiya aur chal diye
Chal diye
Nazro se kattle aam
Kiya aur chal diye


O julfe zara si khol ke
Aanchal sambhal ke
O jane lage kaha
Hume uljhan me dal ke
O jane lage kaha
Hume uljhan me dal ke


Jane bhi dijiye aji jane bhi dijiye
Aji gussa na kijiye
Gussa gussa
Gussa na kijiye
Gussa gussa
Gussa na kijiye
Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye


Tum hi nahi ho aur
Bhi aashiq hajar hai
Wo bhi hajar jaan
Se hum par nisar hai
Wo bhi hajar jaan
Se hum par nisar hai
Nisar hai
Wo bhi hajar jaan
Se hum par nisar hai


O humko nahi kisi ki
Mohabbat ka eaitbar
O same wafa hai
Ek patange hai besumar
Same wafa hai ek
Patange hai besumar
Kya kijiye jo aise
Kya kijiye jo aise me tauba na kijiye
Tauba tauba tauba na kijiye
Tauba tauba tauba na kijiye
Humko nigahe
Shok se dekha na kijiye
Bandanawaz
Dekhiye aisa na kijiye
Hum aapke hai
Humse to parda na kijiye.