Bahut der tumne sataya hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by I. A. Nadiadwala. This song was released on 06 Jul 1970.
Bahut der tumne sataya hai mujhko
Jo main ab satau to kya ho
Bahut der tumne sataya hai mujhko
Jo main ab satau to kya ho
Tumhe pas aane pe majbur karke
Na khud pas aau to kya ho
Bahut der tumne


Bahut der tak maine tumko manaya
Bahut der tak maine tumko manaya
Magar tumne rah rahke daman chudaya
Daman chudaye
Tum ab mera daman pakadne chale ho
Main damna chudau to kya ho
Bahut der tumne


Har ek bat mani hai maine tumhari
Har ek bat mani hai maine tumhari
Sada tum hi jite sada main hi hari
Sada main hi hari
Mera bhi to aakhir koi hak hai tum par
Jo main zidd dikhau to kya ho
Bahut der tumne


Bade wo ho tum main tumhe janti hoon
Bade wo ho tum main tumhe janti hoon
Tumhari khusamad ko pahchanti hoon
Pahchanti hoon
Jo main tal jau to kya ho
Bahut der tumne sataya hai mujhko
Jo main ab satau to kya ho
Tumhe pas aane pe majbur karke
Na khud pas aau to kya ho
Bahut der tumne.