Badon ka hai farmana song is from and it is sung by , , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Suresh Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
Badon ka hain farmana
Kisi se dil na lagana
Badon ka hain farmana
Kisi se dil na lagana
Na kahna tune mana
Na kahna maine mana
Ye kar deta hai deewana
Ishq hain ishq hainn ye
O jana ishq hainn ishq hani ye


Badon ka hain farmana
Kisi se dil na lagana
Badon ka hain farmana
Kisi se dil na lagana
Na kahna tune mana
Na kahna maine mana
Ye kar deta hai deewana
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye


Mausam hain mausam hain
Mulakato ka
Kuchh pyar bhari bato ka
Mausam hai mulakato ka
Kuchh pyar bhari bato ka
Din to gujar jata hain
Hal na pucho rato ka
Din to gujar jata hain
Hal na pucho rato ka
Hum jage so jaye jamana
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye


Kahna hai parwane ka
Are kahna hai parwane ka
Mujhe sokh hain jal jane ka
Mujhe sokh hain jal jane ka
Lakh sambhale dil koi par
Dil ke aane jane
Lakh sambhale dil koi par
Dil ke aane jane
Ban jata hai koi bahana
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye


Ishq se jo takrate hain
Ishq se jo takate hain
Tut ke hi wo rah jate hain
Tut ke hi wo rah jate hain
Hum ye dil ye jan sanam
Tere naam lagate hain
Hum ye dil ye jan sanam
Tere nam lagate hain
Karle jo karta hai jamana
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye


Badon ka hain farmana
Kisi se dil na lagana
Na kahna tune mana
Na kahna maine mana
Ye kar deta hain deewana
Ishq hain ishq hain ye
O jana ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye
Ishq hain ishq hain ye.