Badlo bijaliyo mitta do song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Badlo bijliyo
Badlo  bijliyo
Mita do ye kala kanun
Mita do ye kala kanun
Insan ke hatho hoga kab tak
Insano ka khun
Mita to ye kala kanun
Mita do ye kala kanun
Badlo bijliyo


Ghum rahi hai aankho me
Barbadi ki tasvire
Sab kuch to hai tumhare bas me
Badal do phir takdire
Insan ki izzat rakh lo
Kar do shaitano ka khun
Mita to ye kala kanun
Mita do ye kala kanun
Badlo bijliyo
Badlo bijliyo


Mai to hu majbur magar kya
Tum bhi ho majbur
Agar nahi majbur to kar do
Meri mushkil dur
Bedard karenge kab tak
Dil ke armano ka khun
Mita to ye kala kanun
Mita do ye kala kanun
Badlo bijliyo


Pyar ka deep bujhne na dena kabhi
Sar mohabbat ka jhukne na dena kabhi
Mera mahbub jakda hai janjir me
Der kyu hai duao ki kafir me
Koi kab tak sahega ye julmo sitam
Badlo bijliyo tumko meri kasam
Tumko meri kasam
Tumko meri kasam.