Badar ki chadar mein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Naino se pyala mein pyasa
Pyasa jiya lage re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re


Late kali kali hai resham ki dali
Late kali kali hai resham ki dali
Hai veni mein kesar ki
Pyari bandhale
Hai veni mein kesar ki
Pyari bandhale
Main ras rang chalkati gagariya
Gagariya layi re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re


Nazariyo se arman kar dungi pure
Nazariyo se arman kar dungi pure
Rahenge hamare na sapne adhure
Madan chand kirtan mein
Madan chand kirtan mein
Payaliya aayi re
Payaliya aayi re
Naino se pyala mein pyasa
Pyasa jiya lage re bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re
Badar ki chadar mein bijuriya aayi re.