Badanaam na ho jaaye muhabbat kaa fasaanaa song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kewal Kashyap. This song was released on 01 Jan 1965.
badanaam na ho jaaye muhabbat kaa fasaanaa
ai dard bhare aansuon aankhon men na aanaa
duniyaan men muhabbat kii yahii riit hai ai dil
jal jaanaa magar honthon par fariyaad na laanaa
ai dard bhare aansuon
kah de naa kahiin aankh mere dil kii kahaanii
ai dil terii dhadakan kahiin sun le na zamaanaa
ai dard bhare aansuon
ai jaan-e-muhabbat yahii bas merii duaa hai
ho jaaye tere saath merii jaan bhii ravaa na
ai dard bhare aansuon