Baba teri son chiraiya song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1956.
Baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya
Ho baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya
O baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya
O baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya


Kaun des se ye
Saudaagar aaya
Aaya re kaun des se
Ye saudaagar aaya
Ho aaya re
Sone ka pinjra dikhla ke
Maina ko lalchaya
Sone ka pinjra dikhla ke
Maina ko lalchaya
Sun bhaye panghat
Taal talaiya sun bhaye
Panghat taal talaiya
Baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya
O baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya
O baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya


Jaan boojh ke dil ka
Bandhan toda toda re
Jaan boojh ke dil ka
Bandhan toda ho toda re
Anjaane se nata joda
Saath hamaara chhoda
Anjaane se nata joda
Saath hamaara chhoda
Rowat bahna rowat bhaiya
Rowat bahna rowat bhaiya
Baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya
O baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya
O baba teri son chiraiya
Jaawe anjaane ki nagariya.