Baat ka afsana bana dete hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hargobind Duggal. This song was released on 01 Jan 2018.
Jisko jalne ki na parvah ho
Vo parvana hai
Shama ke husn ka sunte hai
Ke divana hai
Vakya kya hai vakya kya hai
Koi isse khabrdar nahi
Ek jutha sa  afsana hi afsana hai
Log to bat ka log to bat ka
Afsana bana deta hai
Log to bat ka log to bat ka
Afsana bana deta hai


Ache acho ko ache acho ko
Ache acho ko aji ha ache acho ko
Ye divana bana dete hai
Divana bana dete hai
Log to bat ka afsana bana deta hai
Ache acho ko ye deewana bana dete hai


Shama se pucha ye
Ek roj o nure mahfil
Kya khuda ne tujhe
Baksha nahi ulfat bhara dil
Jo gale tujhse mile
Usko jala deti hai
Jo gale tujhse mile
Usko jala deti hai
Chahne vale ki
Hasti hi mita deti hai
Chahne vale ki
Hasti hi mita deti hai
Shama ne aag rakhi
Shama ne aag rakhi
Sar pe kasam khane ko
Bakhuda maine
Jalaya nahi parvane ko
Log to bat ka
Afsana bana deta hai
Ache acho ko ye
Deewana bana dete hai


Log to bat ka log to bat ka
Aji hal og to ha ha ji bat ka
Log to bat ka bat ka  bat ka
Log to bat ka afsana bana deta hai
Afsana bana deta hai
Log to bat ka afsana bana deta hai
Afsana bana deta hai
Ache acho ko ye
Deewana bana dete hai


Kaha ye shama ne
Parvana mujhpe marta hai
Adal se meri mohabbat
Ka dam ye bharta hai
Kisi hashin ki mahfil
Ho ya ho virana
Kisi hashin ki mahfil
Ho ya ho virana
Jaha jaha mai jalu
Aahi jaias divana
Jaha jaha mai jalu
Aahi jaias divana
Hajar bar ye ha ha
Ha hajar bar ye
Samaja hi chuki ke
Aag hu mai na khel mujhse
Mohabbat ke hak me nag hu mai
Parvane ka bas ak rag
Tera husn aag mera ishk aag
Parvane ka bas ak rag
Tera husn aag mera ishk aag
Parvane ka parvane ka aji ha ha
Bas ak rag  bas ak rag
Tera husn aag mera ishk aag
Tera husn aag mera ishk aag
Parvane ka bas ak rag
Tera husan aag mera ishk aag
Tera husan aag mera ishk aag


Pucha parvane se nadan tu kyo jalta hai
Mot jis rah me hai uspe tu kyo chalta hai
Shama ne kya tujhe samjhaya nahi
Bola samjhaya to hai
Shola kya tujhko najar aaya nahi
Bola ji aaya to hai
Jindagi se tujhe nafrat kyo hai
Bola nafrat kasi hai
Shama se phir tujhe ulfat kyo hai
Bola ulfat kaisi
Shama se mujhko
Mohabbat ho ye namumkin hai
Aisi kambhakht ki
Chahat ho ye namumkin hai
Nur uska mujhe ak
Aankh nahi bhata hai
Iske jalne se
Kaleja mera jal jata hai
Meri mahbub ko
Ye mujhse juda karti hai
Meri dusman hai meri dusman hai
Sare sham jala karti hai
Mai to aashik hu mai to aashik hu
Rat ki syahi ka


Saham pagam meri tabai ka
Saham pagam meri tabai ka
Mai to aashik hu rat ki siai ka
Mai to aashik hu
Bat kah di hai sach sach yakin kijia
Jo na aai yakin ye sabut lijia
Sahma din ko jale
Sahma din ko jale to mai aata nahi
Iske jalne se mai tilmita nahi
Mai to aashik hu  mai to aashik hu
Mai aashik hu  aashik
Hu aashik hu aashik hu
Aashik hu rat ki siai ka
Mai to aashik hu mai to aashik hu
Rat ki siai ka
Mai to aashik hu
Log to bat ka afsana bana deta hai
Ache acho ko ye deewana bana dete hai.