Baagh me phool kisne song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S. K. Kapur. This song was released on 01 Jan 1968.
Baagh me phool kisne khilaye hai
Baagh me phool kisne khilaye hai
Maine to nahi maine to nahi
Maine to nahi maine to nahi
Chor kaun tare kisne churaye hai
Chor kaun tare kisne churaye hai
Maine to nahi maine to nahi
Maine to nahi maine to nahi


Tauba ka sawal kya tauba maine ki nahi
Tauba ka sawal kya tauba maine ki nahi
Kaisa ye sarurar hi maine pi hai ki nahi
Kaisa ye sarurar hi maine pi hai ki nahi
Phir mere hosh kisne udaye hai
Phir mere hosh kisne udaye hai
Maine to nahi maine to nahi
Maine to nahi maine to nahi


Akhair is jaha me hoti hai ye baat kyu
Akhair is jaha me hoti hai ye baat kyu
Do or do jama kare to bante nahi saat kyu
Do or do jama kare to bante nahi saat kyu
Do or do char kisne banaye hai
Do or do char kisne banaye hai
Maine to nahi maine to nahi
Maine to nahi maine to nahi


Ye jo dil ke saj hai the wo to beawaz the
Ye jo dil ke saj hai the wo to beawaz the
Tere mere pyar ke afsane to raz the
Tere mere pyar ke afsane to raz the
Raz sab ko ye kisne bata ye hai
Raz sab ko ye kisne bata ye hai
Tune to nahi tune to nahi
Maine to nahi maine to nahi
Baagh me phool kisne khilaye hai
Baagh me phool kisne khilaye hai
Maine to nahi maine to nahi
Maine to nahi maine to nahi


Chor kaun tare kisne churaye hai
Chor kaun tare kisne churaye hai
Maine to nahi maine to nahi
Maine to nahi maine to nahi.