Aye hawa ja ja ja song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aye hawa aye hawa
Ja ja ja ja piya ke ghar ja
Ja ja ja ja piya ke ghar ja
Kyu chalti hai ithlati hawa
Kyu chalti hai ithlati hawa
Kyu chidiyo kyu chidiyo
Mein hai shor macha
Kyu rang chaman
Hai badla badla
Hairan hu main
Kya dil ko hua
Aye hawa aye hawa
Ja ja ja ja piya
Ke ghar ja


Kyu mithe suro
Mein gati hai
Kyu mithe suro
Mein gati hai
Paighame mohabbat
Lati hai lati hai
Kyu dil mein
Aag lagati hai
Kyu dil mein
Aag lagati hai
Khushiyo se bhari
Hai teri sada
Aye hawa aye hawa
Ja ja ja ja piya
Ke ghar ja


Kuch tuhi bata
Aye wade saba
Kuch tuhi bata
Aye wade saba
Yeh dard sa dil mein
Kyu hai utha
Yeh dard sa dil mein
Kyu hai utha
Kyu chain nahi
Ab aata jara
Kyu chain nahi
Ab aata jara
Hai naam isi ka
Chahat ka
Aye hawa aye hawa
Ja ja ja ja piya
Ke ghar ja.