Awara baadal nahin main song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anil S. Bohraa, Manohar P. Kanungo. This song was released on 01 Jan 2018.
Awara baadal nahin main
Awara baadal nahin main
Awara baadal nahin main
Awara baadal nahin main
Deewana pagal sahi mai
Deewana pagal sahi mai
Haa bewafa to nahin main
Awara baadal nahin main
Awara baadal nahin main


Jazbaa ishq hota hain kya
Mujhko pata hain mere sanam
Jazbaa ishq hota hain kya
Mujhko pata hain mere sanam
Dard e judaai yeh tanhaai
Mujhko pata hain mere sanam
Dil ka dhadakna dil ka tadapna
Dil ka dhadakna dil ka tadapna
Mujhko pata hain mere sanam
Nadaan sa aashiq sahi mai
Jaana harjaai nahin main
Awara baadal nahin main
Awara baadal nahin main


Aankhon mein bas teri tasveer
Ban gayi iss raanjhe ki tu heer
Aankhon mein bas teri tasveer
Ban gayi iss raanjhe ki tu heer
Zor nahi chalta ab dil pe
Chahe kitni thi jo lagi
Daulat shauhrat milne par bhi
Daulat shauhrat milne par bhi
Ishq bina to hoon mai fakir
Haa ek saudagar sahi mai
Dil ka saudaai nahin main
Deewana paagal sahi mai
Deewana paagal sahi mai
Haa bewafa to nahin main
Awara baadal nahin main
Awara baadal nahin main.