Ashqo ka uphaar le ke song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera
Sademe mein jaan dega
Sademe mein jaan dega
Tujh ko deewana tera
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera


Mera dil toda hain tere dil ne
Yun hi chala aaya hoon
Main tujhse milne
Yun hi chala aaya hoon
Main tujhse milne
Dardo ka ishaar kar ke
Roya hain deewana tera
Sademe mein jaan dega
Sademe mein jaan dega
Tujh ko deewana tera
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera


Teri judaai mein to
Maine raat hain bitaai
Khuda se bhi na
Ye baat main bataai
Khuda se bhi na
Ye baat main bataai
Kanto pe aaram karke
Soya hain deewana tera
Sademe mein jaan dega
Sademe mein jaan dega
Tujh ko deewana tera
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera


Dekhunga tujhko main
Aaj iss mehfil mein
Tamanna yehi aaj mere dil mein
Tamanna yehi aaj mere dil mein
Sapno mein pyaar karke
Khoya hain deewana tera
Sademe mein jaan dega
Sademe mein jaan dega
Tujh ko deewana tera
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera
Ashqo ka uphaar le ke
Aaya hai deewana tera.