Arziyaan song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raju Chadha, Vinod Bachchan. This song was released on 10 Oct 2014.

Aa.. Aa.. Aaa..

Mill jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main
Dil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tuje karta hai salamiyaa

Arziyaan.. arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (4x)

Meri sab raahe hai tu
Chaahe jo bhi main chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo (2x)

Pyaar tera.. hai bekhabar, besabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arziyaan.. arziyaan..

Sunle dil ki arziyan (4x)

Tera hi ab ho gaya main
Hoke tumse rubaroo
Main nahi hoon mere khud mein
Tu hi tu hain chaar su (2x)

Dil ka mere, tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hain salamiyaa

Arziyaan.. arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (4x)

Mill jaao tum mil jaaye dhuniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main

Dil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tuje karta hai salamiyaa

Arziyaan.. arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (4x)