Arre kismat ki baat hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai
Kal tak thhe din bahaar ke
Ab gham ki raat hai ae ae ae ae
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai


Dil ko lagi jo thhes
To aansoon nikal pade ae
Aur aansoon ke saath hi
Naghme ubal pade
Ae dard e dil bata kya teri
Ismein haath hai ae ae
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai


Daulat thhi jismein pyaaar ki
Wo ghar ujad gaya aa aa
Aisa bana naseeb ke
Aisa bana naseeb ke
Ban kar bigad gaya aa
Ab main hoon aur
Lute huye jeewan ka saath hai
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai


Duniya ko ye gumaan ki
Duniya ne ki wafa aa
Lekin mera qusoor ke
Maine na kuchh kaha aa
Barbaadiyon mein pyaar ki
Khud mera haath hai ae ae ae ae
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai.