Are ghar ko mat godam bana, tu na akele akele khaana song is from and it is sung by .It stars Rajesh Khanna, Sharmila Tagore and Nirupa Roy in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Seeroo Daryanani, Darius Gotla. This song was released on 01 Jan 2018.
are ghar ko mat godam banana are ghar ko mat godam banana
tu na akele akele khana oro ka hak chhin chhin
tabla bajega tabla bajega bhin bhin
jab honge ek pe tin tin tabla bajega

chota muh or bat badi bat badi kahni hi padi
bura na mano yaar jo ghar ko godam banaye wo to hai gaddar
are wo to hai gaddar jamana par khud na nale
tujhe jitna ho darkar tujhe jitna ho darkar
daulat ko tu kaid na karna tu apni hi jeb na bharna
oro ka hak chhin chhin tabla bajega tabla bajega
bhin bhin jab honge ek pe tin tin tabla bajega

bagawat kardegi teri are hazamat kardegi
jo kuch hai wo sabka hai kyu ek kare adhikar
kyu ek kare adhikar are malik ban kar baith gaya
kyu tu hai pahredar are tu hai pahredar
kam chor ko sirf bhukh se mar jane ka hak hai
mar jane ka hak hai jo mehnat karta hai
usko hi khane ka hak hai usko hi khane ka hak hai

janta ko kamjor na tu gin din ane wala hai aisa bhi
maregi janta bin bin tabla bajega tabla bajega
bhin bhin jab honge ek pe tin tin tabla bajega
dekoho yaro lalach dekar koi tod na dale
alag alag fuslakar mane fut na kod dale

mehanat koi or kare koi or hadap le jaye
koi or hadap le jaye dekho chitiya bil jo banaye
saap ka bil kahlaye are saap ka bil kahalye
sari chitiya simat jaye to saap ko jinda kha jaye
are saap ko jinda kha jaye are kyu na hai msab milakr
jalim pe takra jaye jalim pe takra jaye
koi hame chota na mane koi hame murkh jane
maro re bhin bhin tabla bajne do tabla bajne do
bhin bhin maro jalim ko tabla bajne do
maro jalim ko tabla bajne do
maro jalim ko tabla bajne do