Apni tasweer se keh do song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nirmal Pictures. This song was released on 01 Jan 2018.
Apni tasweer se keh do
Hamein dekha na karen
Apni tasweer se keh do
Hamein dekha na karen
Ham tamaasha nahin
Ham tamaasha nahin
Hamse ye tamaasha na karein
Apni tasweer se keh do
Hamein dekha na karen


Dekhne waalon se
Ho ho ho ho ho
Dekhne waalon se
Kehtin hain ke ham marte hain
Dekhne waalon se
Kehtin hain ke ham marte hain
Pyaar karna hai, aji haan
Pyaar karna hai
To phir pyaar ka charcha na karein
Ham tamaasha nahin
Ham tamaasha nahin
Hamse ye tamaasha na karein
Apni tasweer se keh do
Hamein dekha na karen


Saath jaati hai nazar
Iski jidhar jaate hain
Aen aen aen aen aen aen
Saath jaati hai nazar
O o o o
Saath jaati hai nazar
Iski jidhar jaate hain
Saath jaati hai nazar
Iski jidhar jaate hain
Tirchhi nazron se, aji haan
Tirchhi nazron se
Hamen dekh ke chheda na karein
Ham tamaasha nahin
Ham tamaasha nahin
Hamse ye tamaasha na karein
Apni tasweer se keh do
Hamein dekha na karen


Jaate jaate kabhi
Ho ho ho ho ho
Jaate jaate kabhi
Dekhen to hamen kehti hain
Jaate jaate kabhi
Dekhen to hamen kehti hain
Bin bulaaye koi, aji haan
Bin bulaaye koi
Aankhon mein samaaya na kare
Ham tamasha nahin
Ham tamasha nahin
Hamse ye tamasha na karein
Apni tasweer se keh do
Hamein dekha na karein.