Apne kiye pe aaj song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.R. Pachisia. This song was released on 06 Nov 1992.
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare


Apne kiye pe o bhagwan main
Aaj bahut pachtaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Apne kiye pe o bhagwan main
Aaj bahut pachtaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Apne kiye pe o bhagwan


Kiya nahin kiya ho nahin sakta
Kiya nahin kiya ho nahin sakta
Kon jatan kiya jaye
Chala gaya jo samay
Laut kar vapis kaise aaye
Main kitna bebas hoon bas mein
Kuch bhi kar na paya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare


Jee chahe main ro ro ke
Ye man ki aag bhujau
Jee chahe main ro ro ke
Ye man ki aag bhujau
Itna rone ko main
Itne aansoo kaha se laau
Apne jaal aap fasa main
Kaisa dhokha khaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Apne kiye pe o bhagwan main
Aaj bahut pachtaya
Papo ki ghathri sar pe uthaye
Tere dawar pe aaya
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare
Jai jai ram karishan hare.