Apna hain raaj song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sattee Shourie. This song was released on 01 Jan 2018.
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja


Cham cham nach uthe
Hoon bandhan tut gaye
Tut gayi sari zanjeer
Hum bhi chut gaye
Cham cham nach uthe
Hoon bandhan tut gaye
Tut gayi sari zanjeer
Hum bhi chut gaye
Sar pe pada jab janta ka danda
Raja ka gussa ho gaya thanda
Sar pe pada jab janta ka danda
Raja ka gussa ho gaya thanda
Tuta mahal rah gaya darwaja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja


Humne bahut ki teri gulami
Barso di hamne tujhko salami
Humne bahut ki teri gulami
Barso di hamne tujhko salami
Wo din gaye ab tu bhi chala ja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja


Denge tujhe hum sare duaye
Tu leke aaya thandi hawaye
Denge tujhe hum sare duaye
Tu leke aaya thandi hawaye
Banke tu badal basti pe chha ja
Raja ka hamne baja diya baja


Pahle watan uske bad sab hain
Kaisi gulami sab azad hain
Pahle watan uske bad sab hain
Kaisi gulami sab azad hain
Logo suno ye khabar ek taja
Raja ka hamne baja diya baja
Raja ko mil gaya aaj maharaja
Raja ka hamne baja diya baja
Apna hai raz phir kahe ka raja
Raja ka hamne baja diya baja.