Apane liye hi jina kya jina song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Apane liye hi jina kya jina
Sun le o pyare sun le haseena
Kisi ke dil ko jo de de sahara
Tufaan mein aa jaye banake kinara
Zara bhi ho woh toh ban jaye tara
Chamake banake nagina ho
Apane liye hi jina kya jina
Are sun le o pyare sun le haseena


Tune zamane jode khazane
Tute dilon ko na joda
Tune zamane jode khazane
Tute dilon ko na joda
Dariya ka pani kam toh na hoga
Pyasa jo pi lega thoda
Pyar kama kabhi pyar bana
Kabhi tu bhi kuchh karke dikha
Ho apane liye hi apane liye hi
Jina kya jina jina kya jina
Sun le o pyare sun le o pyare
Sun le haseena sun le haseena


Thoda gagan ko niche jhuka do
Dharti ko thoda utha do
Thoda gagan ko niche jhuka do
Dharti ko thoda utha do
Jine ka mauka de do sabhi ko
Deeware dil se hata do
Na ho kahin gam na ho zyada
Sukh dukh bate iss tarah


Ho apane liye hi jina kya jina
Sun le o pyare sun le haseena
Kisi ke dil ko jo de de sahara
Tufaan mein aa jaye banake kinara
Zara bhi ho woh toh ban jaye tara
Chamake banake nagina ho
Apane liye hi jina kya jina
Sun le o pyare sun le haseena
Apane liye hi jina kya jina
Sun le o pyare sun le haseena.