Antenna song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shahrukh Khan. This song was released on 17 Jun 2011.
(antenna, frequency, not catching, not matching, frequency, antenna, frequency)
Sapne hain inke, toh chasma tumhara kyun lagaye
Nazarein hain inki, toh hoga kyun nazariya tumhara ho
Apne zamane mein jo tumne kiya, tum jaano
Aaj ke zamane mein batao, yeh karenge kyon dobara?
Baatein kare na hamari kabhi tum jo kaho woh dohraaye
Rahe dil mein chhupate yunhi always dard hamara
Chaahe jo bhi kahe kabhi tum problem samajh na paaye
Kabhi bhoole se bhi signal pakad na paaye hamara
Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna
(x2times)
Badhta hi jaata kyun hai voice ka level tumhara
Dono hi taraf se jo baatein ho toh samajh mein aaye
One way sunenge kyun yeh lecture FM tumhara
Kabhi samjho hamari zara apni bhi hame samjha do
Hai jo beech mein apne woh mitt jaaye farak hamara
Chaahe jo bhi kahe kabhi tum problem samajh na paaye
Kabhi bhoole se bhi signal pakad na paaye kyun hamara
Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna
(x2times)
(you don’t know the frequency, why can’t you just let me be
you don’t know the frequency, why can’t you just let me be)
Antenna, nahin karta match antenna
Antenna, nahin karta catch antenna, antenna