Ankhiyan tarsan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V. Shantaram. This song was released on 16 Oct 1967.
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Mai to pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi


Pee ke lagan ki mahandi rachayi
Laaz ke kajare se aankhiya sajariya
Pee ke lagan ki mahandi rachayi
Laaz ke kajare se aankhiya sajariya
Sar pe suhaag ki cunnar lahar ki
Man me kante cham cham karte
Pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi


Preet ki payal pyar ka angana
Khan khan baje mora kangana
Preet ki payal pyar ka angana
Khan khan baje mora kangana
Puch rahi hai mathe ki bindiya
Kahe churayi mori nindiya


Pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi


Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lag
Pee ke daras ki pyasi
Ankhiya tarsan lagi
Ankhiya tarsan lagi.