Anime hentai song is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 03 Nov 2018.
RAP - RAFTAAR
MUSIC - FRISK
MIX AND MASTER - ABHISHEK GHATAK
VIDEO - DIRECTOR GRIM
Tezzi mein gaata Raftaar
Usse sunke main hua taiyar

Kabhi tu kehta main hip hop nai
Kabhi tu kehta hai
Main sirf Raftaar ko sunta hoon
Kamaal hai!
Iss baari shor nai sirf verse

2009 se main underground soldier
Khaasiyat meri teri hathon mein doon gholkar
Paari pe Virat hoon main, beta zara ball kar
Baatein kar logical mujhko na bore kar
Toone tere gaane mein bola main tera Drona
Bola mere jaisa hi tu karta hai flow na
Chaabhi wala bander tali mare woh khilona
Main khud bhi na lamba tu mujhse bhi bouna

Aye!
Kaise karega tu beta mera saamna
Mera bina itna hota tera naam na
Woh bhi jaanein ab jo bhi na thaa jaanta
Chal beta zara chhitha kholein tere kaam ka
Chhoti chhoti chaddi, maal wali aunty
Auntiyon ke pichhe tu aur ghanti wala Mishra
Kuchh bhi na khaas itihaas bakwaas tera
Khud se na dhota tha tu tab se main ghis raha

Raha beta ra ra ra
Is field mein to hum hi tere papa pa
Beta soya hua sher na jaga ga ga
Oh bandar tapusiyan na kha kha kha
Maine abhi bhi nishana nai daaga
Mera kuchh bhi na karega tu baanka
Mujhe ilam hai apni jagah ka
Mera poora jungle tera hai ilaka
Lage main hoon raaga mili rahat
Tujhe maine bada kiya poori huyi chaahat
Body aur boli mein tere se zyada taaqat
Likhta hoon gaane main to jalte hain kaagaz

Yeah!
Bantai ki public ko thadai pilao
Bantai bada hua mithai khilao
Manj muzik paaji se kisne milwaya thaa
Welcome chhote tum bhi label pe aao
Underground leke aaya main stream mein
India ko baanta teri meri team mein
Ek din mein 2 mil to feel le
Mere bina hota na yeh poora tera dream aye!

Yeh paisa paisa mat kar
Meri mraket value pata kar
Beta dena tere bas ki nai
Tu khud kisi ki copy hai Anime Hentai
Teri khud ki koi hasti nahi

Maal nakli tu kash jo bhi bharta hai
20 gaanon mein se 10 copy karta hai
Hum jaanein ki tu kab copy karta hai
Angrezi rapper Russ copy karta hai
Uski tarah kari chaal toone, baal toone
Woh hai asli tu nakli ka cartoon hai
Shuru khud hi kiya saara bawaal toone
Baat kar sakte thhe aage kiya gaal toone

Maine tujhe Dilli na bulaya
Tu ghar munh phaad ke thaa aaya
Usne hi tera cypher karaya
Aur toone bola maine tujhe topa pehnaya
Meri topi tere sar, teri topi mere sar
Cap teri pehni thi maine mere sar par
Video mein proof hai tu jhooth bole darkar
Sab main dikha doonga halki sabar kar

Tujhe sach lage badbad
Tujhe hone lagi hadbad
Tu bole ki tu jhaad hai
Kanjar hoga banjar tu bhi jhadkar
Jhaad phook humpe mantar ni chalte
Tum woh gadhe jinko hunter ni lagte
Chopper vimaan jayda anter ni rakhte
Main rocket hoon beta humpe puncture ni lagte

Yeah!
Karoon takeoff main
Iske baad munh ni lagunga tu fake bohat hai
Jab kaam hota hai tu hota cheap bohat hai
Du dus maar beta mera beta ek bohat hai yeah!

Maine thappad nikala tha
2013 mein sabko hila dala
Main dangal mein aaya thaa shohrat kamayi
Aur aurat bhi gaa dala
Main thaa Coke Studio pe
Tapin video mein, tujhse pehle radio pe
Chaloon tere area’on mein
Beta sher hoon chamakta hoon beech bhediyon ke
Yeh choti wale lady boy denge tedhi hoke
Itna aata na tu upar bina meri seedhiyon ke
Isse kehte hain pay back, pay back
Hoja easy aaja cheezein karoon laid back

Anyway Emiway heavy main anyday
Bro tu funny hai
Tu aivein hi hai, tu aivein hi hai x (2)

Chhoti si, khoti si neeyat hai gandi
Samajh mein kami hai akal hai mandi
Throw tera fire hai baatein hain thandi
Ek chillata tu aur chillati ae
Mujhse bhida hai tu chinta pakad
Phir bhi karoon teri chinta magar
Tu paagal hai pagle, main paglon ka doctor
Jab kaatun main dhad se to ginta na sar
Ha ha tu kya bolta hai yaar
Ki rapper dance nai kar sakta
Abbe Toopa trained bailey dancer thaa
P D background dancer
Aur common na bohat bada B boy hai

Teri purani videos dekhi hai maine
Bohat koshish kari hai
Toone usmein dance karne ki
Phir baat palat raha hai, real reh

Tu English bhi gaaya, naacha bhi bro
Mere jitna bada tera dhaancha nai bro
Main khaandani bro, jhoota khaata nai bro
Teri baatein sunu main tu raja nai bro
Aur hashtag sadak wali story
Tu bola linein huyi teri chori
Paaji main phir likhke gaa dunga
Video bana doonga
Baatein humari thi ho rahi

Ae hashtag sadak isliye nai aaya
Kyon ki kabhi main busy, kabhi tu
Proof mein screen shot daal sakta hoon
Par nahi, jisko jispe yakeen karna hai kare
Main mauke bhi dilata hoon
Aur dhoke bhi khaata hoon
Ek do peti nai beta
Ek deal ka khokhe main khaata hoon
Khoob tarakki karo
Aur yeh nayi janta mubarak ho

Kabhi dil kare to shukriya bol diyo
God bless you!