Albeliya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Paapipet Pictures. This song was released on 10 Jan 2012.
Koi parda koi olat Meri hi
aankhon mein maare
Maare hai taana
Maaremaare hai taana
Jab jhijhki jab kaanpi
Hothon ki jodi to
Maine haan maine jaana
Maine maine haan jaana


Main toh aazadi
Mein bhi qaid ho gayi
Mere albeliya tu kheliya
Main to aazadi mein
Bhi qaid ho gayi
Mere albeliya tu kheliya
Albeliya main tu kheliya
Badla hai sheesha
Ya main ho gayi nayi
Mere albeliya tu kheliya
Albeliya main tu kheliya


Main jo duniya ka
Chehra nihaaroon
Unko hi paaun
Par wo jab bhi
Meri ore dekhein
Chehra chhupaaun haan
Khwabon mein haan
Mere khuda rang
Bhar rahe hain
Unka junoon aur meri
Jaan ik kar rahe hain
Haaye lutne mein kitna
Maza hai kaise bataaun
Dekhoon khud ko toh
Jaise aur hai koi
Mere albeliya tu kheliya


Jhoothi main jhoothi
Thehri tu sahi sahi
Mere albeliya tu kheliya
Albeliya main tu kheliya re
Albeliyaaa albeliyaa
Albeliyatu kheliya.