Akele hi tadpata song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Akele hi tadpata hai
Zamana pyar mein haye
Mujhe is bat par hai naaz
Main tanha nahi tadpa
Tadap jate hai ab wo bhi
Tadap jana yaha tak hai
Hamare dil ki bechaini
Ka afsana yaha tak hai


Idhar jo dard uthta hai
Udhar bhi kunkh uthti hai
Idhar jo dard uthta hai
Udhar bhi kunkh uthti hai
Khayalo se khayalo ka
Yeh takrana yaha tak hai


Jaha tu ho waha dil hai
Jaha dil hai wahi nazre
Jaha tu ho waha dil hai
Jaha dil hai wahi nazre
Nigaho mein nighao ka
Sama jana yaha tak hai


Meri aankho ke afsane
Huye jate hai mastane
Meri aankho ke afsane
Huye jate hai mastane
Teri aankho ki masti ka
Chhalak aana yaha tak hai
Tadap jate hai ab wo bhi
Tadap jana yaha tak hai.

More songs from Zamane Ki Hawa (1952)