Ajanabi hawaayein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vikram Bhatt. This song was released on 19 Mar 2010.
Aa ja, aa ja…..
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein, aa….
Aa…aa aa aa aa aa……
Ajanabi hawaayein bekaraar aahein
De rahi sadaayein aaja aaja
Majilon ki raahein, chaahaton ki baahein
Phir tujhe bulaaye aaja aaja
Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja
Pukaare tanaha dil tu aaja
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein
De rahi sadaayein aaja aaja


Kaante se bhi kate na duriyon ke pal
Teri justaju hai meri bebasi ka hal
Hoga hoga hamaare khaabon ka milan
Keh rahi hai tere mere jakhmon ki jalan
Ishq pe hai yakin, darr mujhe kuchh nahi
Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja
Pukaare tanaha dil tu aaja
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein
De rahi sadaayein aaja aaja


Dhundein tujhe abb toh tanhaayiya meri
Pichhe pichhe main aage parchhaayiya teri
Kaise kaise tutegi yaadon ki kadi
Saanson se bandhi hai teri saanson ki ladi
Jindagi yeh meri hai amaanat teri
Tu aaja, tu aaja ragon mein sama ja
Pukaare tanaha dil tu aaja
Ajanabi hawaayein bekaraar baahein
De rahi sadaayein aaja aaja
Majilon ki raahein, chaahaton ki baahein
Phir tujhe bulaaye aaja aaja.