Ajab sawari song is from and it is sung by , , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shohreh Bhag. This song was released on 01 Jan 2018.
Ajab sawari gazab sawaar
Bin paise ka tamasha yaar
Ajab sawari gazab sawaar
Bin paise ka tamasha yaar
Hain chhat nahin angine nahin
Nahin darwaja
Pichhe nahin sena koi
Aage nahin baja
Jiske andar yaar
Ek phool chhadi
Jo hain nak chadi
Ek phool chhadi
Jo hain nak chadi
Tasarif la rahi hai
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain


Keh gaye bujurg hamare
Abhiman bura hai pyare
Keh gaye bujurg hamare
Abhiman bura hai pyare
Unchi chhalang jo maare
Muh ke bal wo geerta hain
Zara yeh chaal dekho
Pareshan baal dekho
Banaya hain akad ne
To inka haal dekho
Phir bhi ikraar nahin hai
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain


Haay kitni sundar ladki
Isse kyu chhed rahe ho
Tumhara satya nash ho
Tumhara satya nash


Fauji bhi mile hai pakke
Jinhe dekh ke chhute chhake
Fauji bhi mile hain pakke
Jinhe dekh ke chhute chhake
Jisne julush yeh dekha
Sare hai achhe bache
Are yeh shaan wallah
Ke main kurban wallah
Hatheli pe rakhe hain
Deewane jaan wallah
Bhochal utha rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain


Maha rani ka yeh mahel hai
Bhuto ki chahel pahel hai
Maha rani ka yeh mahel hain
Bhuto ki chahel pahel hain
Sang mar mar ki deeware
Dharti pe bichhi makhmal hain
Yeh deewanek has hain
Wo deewane aam hain
Waha aaram gaa hain
Yaha to hasna mana hain
Kuch kehne jaa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain
Maha rani aa rahi hain


Ajab sawari gazab sawaar
Bin paise ka tamasha yaar
Ajab sawari gazab sawaar
Bin paise ka tamasha yaar
Chhat nahin angine nahin
Nahin darwaja
Pichhe nahin sena koi
Aage nahin baja
Jiske andar yaar
Ek phool chhadi
Jo hain nak chadi
Ek phool chhadi
Jo hain nak chadi
Tasarif la rahi hai
Maha rani jaa rahi hain
Maha rani jaa rahi hain
Maha rani jaa rahi hain
Maha rani jaa rahi hain.