Aisi sham na kabhi aayi hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mukul. This song was released on 01 Jan 2018.
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aankho se aankhe mila lo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai


Rato ko ujala kare chandi
Sa badan dekho mera
Rato ko ujala kare chandi
Sa badan dekho mera
Jaha jaha jaungi main
Waha kaise rukega andhera
Tere dil ko karar dungi
Gori baaho ka haar dungi
Zulfo ki khusbu me jhumo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai


Gale me jo haar dale
Unki mehak hai suhani
Gale me jo haar dale
Unki mehak hai suhani
Mere tere pyar ki to
In me chhupi hai kahani
Mera dil hai gulam tera
Mere hotho me hai naam tera
Palko me apni chhupa lo jani tum


Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aankho se aankhe mila lo jani tum
Aisi sham na kabhi aayi hai
Aisi sham na kabhi aayegi
Aisi sham na kabhi aayi hai.