Ae sanam aaj song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Om Prakash Bakshi. This song was released on 29 Sep 1964.
Ae sanam
Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Ae sanam aaj yeh qasam khayein


Mudke abb dekhane ka nam na le
Pyar ki wadiyo me kho jaye


Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Fasale pyar ke mita dale


Aur duniya se door ho jaye
Ae sanam aaj yeh qasam khayein


Jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge
Jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge


Aasmano se yeh rangin payaam aayenge
Tera jalwa hain jaha, meri jannat hain waha


Tere hotho ki hasin, sau baharo ka samaan
Ae sanam aaj yeh qasam khayein
Fasale pyar ke mita dale


Aur duniya se door ho jaye
Ae sanam aaj yeh qasam khayein


Apna iman fakata, apani mohabbat hogi
Har ghadi ishq ki ek taaja kayamat hogi


Dekhakar range wafa, muskurayega khuda
Aur sochega jara, ishq kyo paida kiya.