Ae khuda shukra tera song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.K. Misra. This song was released on 30 Aug 1982.
Aye khuda shukra tera
Aye khuda shukra tera
Shukra tera shukra tera
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra
Aye khuda shukra tera
Aye khuda shukra tera
Shukra tera shukra tera
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra


Aaisa sehra gul-o-guljaar
Na dekha na suna
Aaisa naushaah mere
Yaar na dekha na suna
Aaisa bemiz haseen
Pyar na dekha na suna
Aaisa dildaar taraja na
Dekha na suna
Saari duniya saari
Duniya ki zubaanon pe
Hai ghar ghar sehra
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra
Aye khuda shukra tera
Aye khuda shukra tera
Shukra tera shukra tera
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra


Taang kar laaye gaye
Chaand sitaaren is mein
Aur gunje gaye jannat
Ke nazaren is mein
Chun diye phool gulistaan
Ke saare is mein
Jane kin haathon se
Phool kya dil bhi biroye
Gaye hai hamare is mein
Jane kin haathon se aaya
Hai bankar yeh sehra
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra
Aye khuda shukra tera
Aye khuda shukra tera
Shukra tera shukra tera
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra


Gulkho kis na zara
Si adaaye is mein
Hai mehakti hui zulfon
Ki ghataayen is mein
Hai sabhi dard ki maaron
Ki dawayen is mein
Saare dilwalon ki duwaaen
Hai shaamil is mein
Baat toh yeh hai
Baat toh yeh hai ke
Dilbar ka hai dilbar sehra
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra
Aye khuda shukra tera
Aye khuda shukra tera
Shukra tera
Shukra tera
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra


Waah kya baat hai kya
Shaan hai subhaan allah
Iske har phool mein ek
Jaan hai subhaan allah
Har nazar dekh ke
Hairaan hai subhaan allah
Jisne dekha wahi
Qurbaan hai subhaan allah
Wakaiya yeh hai
Wakaiya yeh hai ke
Betar hai betar sehra
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra
Aye khuda shukra tera
Aye khuda shukra tera
Shukra tera shukra tera
Yeh mera yaar chala
Baandhkar sar par sehra.