Ae kash tujhe aisa ik song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 14 Feb 2009.
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon
Jab tees koi chamke
Main tujhko dikhayi doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon
Jab tees koi chamke
Main tujhko dikhayi doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon


Haan main ne tujhe
Chaaha inkaar nahi mujh ko
Haan main ne tujhe
Chaaha inkaar nahi mujh ko
Yeh jurm ko sabit hai,
Kya is ki safaii doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon


Jis rooz kabhi tera
Deedar na ho paaye
Jis rooz kabhi tera
Deedar na ho paaye
Main apni he aankhon ko
Nabeena dikhai doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon


Maghroor hai tu kitna
Sirf aik sanam bun ker
Maghroor hai tu kitna
Sirf aik sanam bun ker
Tu chaahe to mein tujh ko
Tun mun ki khudai doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon


Tujh sa koi dil wala
Mehsoos kare mujh ko
Tujh sa koi dil wala
Mehsoos karemujh ko
Main geet nahi aisa
Jo sub ko sunayi doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon


Ik umar ke baad apne
Chit-chor ko pakra hai
Ik umar ke baad apne
Chit-chor ko pakra hai
Main kaise tujhe apni
Baahon se rihayi doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon
Ae kash tujhe aisa
Ik zakhm-e-judai doon
Jab tees koi chamke
Mein tujh ko dikhayi doon.