Ae gori sun song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
haye haye haye haye
sun ja ae gauri sun ja
tu peela de nasha na

tu na jane ke peene se sukh hua
aa deewane jaldi pee le munh na chura
tu na jane ke peene se sukh hua
aa deewane jaldi pee le munh na chura
bite umar yu lut gaye baras yu
bite umar yu lut gaye baras yu
ye hai ehsaan kiya gila ra ra ra
tu na jane ke peene se sukh hua
aa deewane jaldi pee le munh na chura

aur peela ji bhara na
ae tu mil ja na sadak pe ha
jee bhar ke peele na phir mile nahi
na kahke peete to baat hai badi
jee bhar ke peele na phir mile nahi
na kahke peete to baat hai badi
mujhko to ye hai pata
peene ka jo hai maja
paoge aur kahan
dil me jara aa
tu na jane ke peene se sukh hua
aa deewane jaldi pee le munh na chura

aur peela ulat de are khinch ke ha
badal to dhadke ha
bas itna hai gham ye raat dhal gayi
tan hai pyasa man me agan lagi
bas itna hai gham ye raat dhal gayi
tan hai pyasa man me agan lagi
itna to kar jati
main tujhpe mar jati
ye had hai dekho na
mera jaam khali
tu na jane ke peene se sukh hua
aa deewane jaldi pee le munh na chura
bite umar yu lut gaye baras yu
bite umar yu lut gaye baras yu
ye hai ehsaan kiya gila ra ra ra
tu na jane ke peene se sukh hua
aa deewane jaldi pee le munh na chura