Abhi hamari mohabbat song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 2006.
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom


Baja hain unko hayadae
Log kehate hain
Baja hain unko hayadae
Log kehate hain
Haya mein hain jo shararat
Isi ko kyaa maloom
Haya mein hain jo shararat
Isi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom


Khuda ke waaste tum munh
Be naqaab phiro
Khuda ke waaste tum munh
Be naqaab phiro
Kisi ki kaisi hain neeyat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ki kaisi hain neeyat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Kisi ke dil ki hakikat
Kisi ko kyaa maloom
Abhi hamari mohabbat
Kisi ko kyaa maloom.