Ab wafa ka naam song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kailash Tak, Harish Tak. This song was released on 19 Sep 1980.
Ab wafa ka naam na le koi
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai
Pathar ka dil sine me ho
Hume us khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai


Mare zamana thokar
Tarsa kara kare hum pyar ko
Tarsa kara kare hum pyar ko
Kabhi dekhe na muh bahar ka
Hume us duva ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai


Hume gam nahi us par tha
Tufan humko ajij hai
Tufan humko ajij hai
Jo dubo de sahil par
Hume us na khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai


Lage aag apne karar ko
Roye to rone do pyar ko
Roye to rone do pyar ko
Jo na bhar sake kabhi zakham ko
Hume us murduva ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi
Hume bewafa ki talash hai
Pathar ka dil sine me ho
Hume us khuda ki talash hai
Ab wafa ka naam na le koi.